Blogger Template se Footer Copyright Link kaise Remove kare?

Step 1 : Blogger.com par jaye Aur apne Gmail id se Login ho jaye.
Step 2 : Theme par Click karke HTML par Click kare.
Step 3 : pure HTML Code par kahi Pe bhi Mouse Pointer rakhe aur Apne Keyboard par Ctrl+F key press kare.
Step 4 : Ab Aapke samne ek Box open ho jayega. Is Box me wo likhke search kare jise aapko Remove karna hai.
Example: Copyright, Designed, Credit etc.
Step 5 : Aapke samne Footer Copyright ka coding aa jayega. Ab Aapko ye Dekhna hai ki Footer Copyright ke Niche “Cantainer Raw” ya phir “Footer-copy row” kaha likha hai.
Blogger template se footer copyright link kaise remove kare
Step 6 : Footer-Copy row ke Niche 2 bar space dijiye Aur niche diye huye Code ko paste kariye.
<p style='text-align:left;'>Copyright (c) 2019 <a href='https://cat4you.in/'>Cat4You</a> All Right Reseved</p>
<div class='ty-copy-container row' style='font-size:1px; opacity:0;'>
Note : Is Code se year Aur website URL ko aap change kar dijiye aur apne website ka Blog ka URL dal dijiye.
Step 7 : Ab Aapko Copyright credit ke niche </div> code ko ek bar aur likhna hai. Ye 5 bar ya 4 bar likha hoga aapko ese ek bar aur end me likhna hai aur phir save kar dena hai.
 blogger blog se footer copyright link kaise hatate hai.
Iske baad Aapke Template se Copyright Credit Link Remove ho jayega.